
Home » Hindi Mp3 Songs » Latest Hindi Single Tracks
Album: Latest Hindi Single Tracks
Singer: Shael Oswal
Lyrics: Rashid Khan
Music: Rashid Khan
Label: Shael Oswal
Released: 26 Jun, 2022
Duration: 4 Minutes 52 Seconds
Mann Bawara Lyrics Shael Oswal Khali khali dil hain dard se bhara, Bechain pal hain ab samjho zara, Khwaab ruthe aankhon se ab kyun na jaane, Khushiyaan paane ko dil doondhe bahane, Khushiyaan paane ko dil doondhe bahane, Mann bawraa hain yeh mann bawraa, Mann bawraa hain yeh mann bawraa, Sunta nahi hain kyun laparwah, Mann bawraa hain yeh mann bawraa 1st Verse Kaisi kaisi jaane umeede karta hain, Kuch kehne se pehle kyun yeh darta hain, Dariya se gehra hain pyar yeh mera, Phir bhi kare kyun intezaar tera, Intezaar tera, Mann bawraa hain yeh mann bawraa, Mann bawraa hain yeh mann bawraa 2nd Verse Bekhayali mein bhi khayal rakhta hain, Waqt kyun mujhse sawaal karta hain, Har roz rehta hain soch mein khoya, Kabhi hasta hain aur kabhi roya, Aur kabhi roya, Mann bawraa hain yeh mann bawraa, Mann bawraa hain yeh mann bawraa, Sunta nahi hain kyun laparwah, Mann bawraa hain yeh mann bawraa...